Sunday, July 15, 2007

Koi Baat Chale


Yaad hai ek din, meri mejh par baithe baithe tumne cigeratte ki dibiya par ek paudhe ka scetch banaya tha

aa kar dekho, paudhe par phool aaya hai:)

.......
aisi bikhre hain raat din jaise,
motiyon wala haar tooth gaya!
tumne mujhko perooh kar rakha tha..
..........